SONG: Aao Ri Pyari Bahana Jhilmil Gao Ri - आओ री प्यारी बहना झिलमिल गाओ रे

Aao Ri Pyari Bahana Jhilmil Gao Ri - आओ री प्यारी बहना झिलमिल गाओ रे

LYRICS:
aao ri pyari bahana jhilmil gao re bahu rani sita ji ki godh barao ri bahu rani sita ji ki godh barao ri aao ri pyari bahana jhilmil gao re bahu rani sita ji ki godh barao ri bahu rani sita ji ki godh barao ri ek maas bita dusra maas bita ye tisra mahina ye tisra mahina kacha paka war man ko na bhawe thal dekho bhukh lage na dekho bhukh lage na hare hare amva ki chatni pisao ji bahu rani sita ji ki godh barao ri bahu rani sita ji ki godh barao ri lag gaya satva mahina dekho jhuka katin ho gaya jhuka katin ho gaya kaise baharegi angnava ke achra khiskane laga achra khiskane laga phulo ki sejh pe kinko sulao re bahu rani sita ji ki godh barao ri bahu rani sita ji ki godh barao ri tulsi ki pujha kare suraj devta ki kare vinati siya kare vinati siya cham cham angana suhagino ne bahu ko aashish de diya nove mahine me to munna khilao re bahu rani sita ji ki godh barao ri bahu rani sita ji ki godh barao ri aao ri pyari bahana jhilmil gao re bahu rani sita ji ki godh barao ri bahu rani sita ji ki godh barao ri