SONG: Aao Meet Hamare Jiya Tumko Pukare - आओ मीत हमारे जिया तुमको पुकारे

Aao Meet Hamare Jiya Tumko Pukare - आओ मीत हमारे जिया तुमको पुकारे

LYRICS:
aao meet hamare jiya tumko pukare aao preetam pyare aao meet hamare jiya tumko pukare aao preetam pyare aao kaun jatan kar tum tak aau in ankhiyan ki pyas bhujau kaun jatan kar tum tak aau in ankhiyan ki pyas bhujau haye karu kya rah na sujhe ghere hai andhiyare aao meet hamare jiya tumko pukare aao preetam pyare aao mai tumse bichhdi hu aise sanjh se dur sawera jaise mai tumse bichhdi hu aise sanjh se dur sawera jaise hum tum dono dur bhaye jo nadiya ke do kinare aao meet hamare jiya tumko pukare aao preetam pyare