SONG: Aao Logo Tumhe Sunau Apne Ghar Ki Kahani - आओ लोगो तुम्हें सुनाऊ अपने घर की कहानी

Aao Logo Tumhe Sunau Apne Ghar Ki Kahani - आओ लोगो तुम्हें सुनाऊ अपने घर की कहानी

LYRICS:
aao logo tumhe sunao apne ghar ki kahani nangi hokar nach rahi hai desh me beimani kahi hai dhokha kahi daga hai or kahi manmani nangi hokar nach rahi hai desh me beimani ek taraf seema par sankat ek taraf makkari ek taraf seema par sankat ek taraf makkari udhar sipahi khun bahate idhar hai chor bazari isse badhkar ab kya hogi apne patan ki nishani isse badhkar ab kya hogi apne patan ki nishani nangi hokar nach rahi hai desh me beimani kisi tarah ban jaye lakhpati inke yahi mansube kisi tarah ban jaye lakhpati inke yahi mansube inko apna ghar bharna desh bhale hi dube inko apna ghar bharna desh bhale hi dube apne purkho ki izzat par fer diya hai pani apne purkho ki izzat par fer diya hai pani nangi hokar nach rahi hai desh me beimani kaha gaya wo samay ke jab the harischandar se dani kaha gaya wo samay ke jab the harischandar se dani kaha ram hai kaha bharat hai kaha hai sita rani kaha ram hai kaha bharat hai kaha hai sita rani wo bhi hindustani the or hum bhi hindustani wo bhi hindustani the or hum bhi hindustani nangi hokar nach rahi hai desh me beimani suno bhayio ek tadapte dil ne tumhe pukara suno bhayio ek tadapte dil ne tumhe pukara aaj lagado nagar nagar me gaw gaw me nara aaj lagado nagar nagar me gaw gaw me nara chahe apna bap ho chahe beta apna pyara chahe apna bap ho chahe beta apna pyara jo bhi yaha hai desh ka dushman dushman hai wo hamara dushman hai wo hamara dushman hai wo hamara