SONG: Aao Ke Tumhe Dil Ke Arman Bulate Hai - आओं के तुम्हे दिल के अरमान बुलाते है

Aao Ke Tumhe Dil Ke Arman Bulate Hai - आओं के तुम्हे दिल के अरमान बुलाते है

LYRICS:
aao tumhe dil ke armaan bulate hai dil raat mohabbat ke gujare chale jate hai aao aao aao tumhe dil ke armaan bulate hai dil raat mohabbat ke gujare chale jate hai aao aao tum dil ke dhadkane ki tum dil ke dhadkane ki aawaj naa sun paaye aawaj naa sun paaye ab ham hai ke duniya ko fariyad sunaate hai dil raat mohabbat ke gujare chale jate hai aao aao tanhaai ne ashko ki tanhaai ne ashko ki taasir badal daali taasir badal daali kya aag bujhate the ya aag lagate hai din raat mohabbat ke gujare chale jate hai aao aao aao tumhe dil ke armaan bulate hai dil raat mohabbat ke gujare chale jate hai aao aao