SONG: Aao Aao Tumhe Bataaoon Ki Maa Kya Hai - आ आ तुम्हें बताऊ की माँ क्या है

Aao Aao Tumhe Bataaoon Ki Maa Kya Hai - आ आ तुम्हें बताऊ की माँ क्या है

LYRICS:
hey maa kya hai aa aa tumhe batau ke maa kya hai maa ek jyoti jivan me baki sab andhiyara hai maa ek jyoti jivan me baki sab andhiyara hai sachi uske duniya me bhagwan ne pyar uthara hai maa ka duja naam hai pyar mere sathi mere yaar aa aa tumhe batau ke maa kya hai jinko maa chhu leti hai kante vo khil jate hai mahake mahake aanchal me sare sukh mil jate hai maa ki godi ek sansar mere sathi mere yaar aa aa tumhe batau ke maa kya hai bukha hai tokar kha pyasa hai to aanshu pee duniya tumse kehti hai jina hai to aise ji maa bin jina hai bekar mere sathi mere yaar aa aa tumhe batau ke maa kya hai aa aa tumhe batau ke maa kya hai