SONG: Aansu Na Bahana Ab Aansu Na Bahana - आँसू ना बहाना, अब आँसू ना बहाना

Aansu Na Bahana Ab Aansu Na Bahana - आँसू ना बहाना, अब आँसू ना बहाना

LYRICS:
aansu na bahana, ab aansu na bahana kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana aansu na bahana, ab aansu na bahana kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana mast pawan is phulwari me, kayi kali khilati hai mast pawan is phulwari me, kayi kali khilati hai usi chaman me rain andhere shabnam neer bahati hai usi chaman me rain andhere shabnam neer bahati hai tum rahte ho is jag me bas hasna aur hasana kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana aansu na bahana, ab aansu na bahana kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana sukh me to hansti hai duniya, sabka yahi hal hai sukh me to hansti hai duniya, sabka yahi hal hai lekin dukh utha kar koi, hanse to phir ye kamal hai lekin dukh utha kar koi, hanse to phir ye kamal hai jag ki reet badal kar sikho, dukh ko bhi sukh banana kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana aansu na bahana, ab aansu na bahana kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana sach pucho do dil ka milna, kata bhi hai phul bhi