SONG: Aansu Na Bahaana - आँसू ना बहाना

Aansu Na Bahaana - आँसू ना बहाना

LYRICS:
aansu na bahana aankho, aansu na bahana ye raaj hai dil ke ye raaj hain dil ke dil hi na chhupana aansu na bahana aankho, aansu na bahana hai tune jinhe, hai tune jinhe palko ki chilman me chhupaya hai tune jinhe palko ki chilman me chhupaya pardo me khisaya unhe ro kar na gamana ro kar na gamana aansu na bahana aankho, aansu na bahana tumse mili shikwa, takdeer humari tum jeet gaye ho, kismat hai tumahari e dil na tadapna e dil na tadapna hum pe na tadapna e dil na tadapna hum pe na tadapna wo khud ho chale aaye wo khud ho chale aaye asar ab na dikhana asar ab na dikhana aansu na bahana ye raaj hain dil ke dil hi na chhupana aansu na bahana, aankho