SONG: Aansu Na Baha Kar Yaad Use, Jo Is Sansar Ka Daata Hai - आँसू ना बहा कर याद उसे,जो इस संसार का दाता है

Aansu Na Baha Kar Yaad Use, Jo Is Sansar Ka Daata Hai - आँसू ना बहा कर याद उसे,जो इस संसार का दाता है

LYRICS:
aansu na baha kar yaad use jo is sansar ka data hai jo is sansar ka data hai mayus na ho is duniya ke wo bigde kam banata hai wo bigde kam banata hai rakh aas usi par tu bande kashti ko bhawar me jane de phir dekh teri naiya ko wo kaise par lagata hai jo hota hai tu hone de anhoni bat na hogi kabhi na hogi kabhi jo unke sahare jite hai wo unki laaj bachata hai hai man me sacha pyar agar to milega man ka mit tujhe wo jivan ki phulwari me aasha ke phul khilata hai jo unke sahare jite hai wo unki laaj bachata hai wo unki laaj bachata hai aansu na baha kar yaad use jo is sansar ka data hai