SONG: Aansu Chhupaaye Aankh Mein Khun-E-Jigar Piya Karu - आँसू छुपाए आँख में ख़ून-ए-जिगर पिया करूँ

Aansu Chhupaaye Aankh Mein Khun-E-Jigar Piya Karu - आँसू छुपाए आँख में ख़ून-ए-जिगर पिया करूँ

LYRICS:
aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun aahon bhare jahaan mein, aahon bhare jahaan mein majbur main jiya karun aansu chhupaaye aankh mein jalta hua chiraag hun par ab vo roshni kaha jalta hua chiraag hun par ab vo roshni kaha jo aandhiyo mein raat bhar, jo aandhiyo mein raat bhar
roshan jaha kiya karun aansu chhupaaye aankh mein manzil ki chaah mein meri raahein badal-badal gayi manzil ki chaah mein meri raahein badal-badal gayi har mod par ruka-ruka, har mod par ruka-ruka kud se gile kiya karun aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun aahon bhare jahaan mein, majbur main jiya karun aansu chhupaaye aankh mein