SONG: Aansu Bahao Tum Udhar Hum Is Taraf - आँसू बहाओं तुम उधर हम इस तरफ

Aansu Bahao Tum Udhar Hum Is Taraf - आँसू बहाओं तुम उधर हम इस तरफ

LYRICS:
aansu bahao tum udhar hum is taraf aahe bhare aansu bahao tum udhar hum is taraf aahe bhare majbur tum lachar hum tum kya karo hum kya kare majbur tum lachar hum tum kya karo hum kya kare aansu bahao tum udhar hum is taraf aahe bhare hum kis kadar majbur hai najdik hokar dur hai hum kis kadar majbur hai najdik hokar dur hai takdir ne dhaya sitam tum kya karo hum kya kare takdir ne dhaya sitam tum kya karo hum kya kare jis dil ko dekha chur hai yaha ka yahi dastur hai jis dil ko dekha chur hai yaha ka yahi dastur hai khushiyo ke pehlu me hai gam tum kya karo hum kya kare khushiyo ke pehlu me hai gam tum kya karo hum kya kare khune jigar pina pada bejaan se jina pada khune jigar pina pada bejaan se jina pada ab hai malal bas ka karam tum kya karo hum kya kare ab hai malal bas ka karam tum kya karo hum kya kare majbur tum lachar hum tum kya karo hum kya kare majbur tum lachar hum tum kya karo hum kya kare aansu bahao tum udhar hum is taraf aahe bhare