SONG: Aansu Abb Tum Kabhee Naa Bahana - आँसू अब तुम कभी ना बहना

Aansu Abb Tum Kabhee Naa Bahana - आँसू अब तुम कभी ना बहना

LYRICS:
aansu abb tum kabhi naa bahna aansu abb tum kabhi naa bahna apna dard kisi se naa kahana apna dard kisi se naa kahana aansu abb tum kabhi naa bahna dil kaa lahu jab aankho me aaye aansu bankar dhalka jaye log lahu ko pani samajhe log lahu ko pani samajhe tum palako me chhupke rahana
aansu abb tum kabhi naa bahna apna dard kisi se naa kahana aansu abb tum kabhi naa bahna prit ke sapne, sapna ho gaye maut ki nind me araman so gaye angaro ki mala pahanu lut gaya sukh suhag kaa gahna aansu abb tum kabhi naa bahna apna dard kisi se naa kahana aansu abb tum kabhi naa bahna