SONG: Aankhon Ko Meri Tum Apne Khwaabon Ki Ijaazat De Do - आँखों को मेरी तुम अपने ख्वाबों की इज़ाज़त दे दो

Aankhon Ko Meri Tum Apne Khwaabon Ki Ijaazat De Do - आँखों को मेरी तुम अपने ख्वाबों की इज़ाज़त दे दो

LYRICS:
aankho ko meri tum apne khawabo ki izazat dedo aankho ko meri tum apne khawabo ki izazat dedo pyasa hu mohabbat ka mai thodi si mohabbat dedo aankho ko meri tum apne khawabo ki izazat dedo kahne ko to ho begane lagte ho mager apne se kahne ko to ho begane lagte ho mager apne se laye ho tum kyu meri zindagi me pyar bhare sapne pahle pehchan to lu mai tumko itni si to fursat dedo aankho ko meri tum apne khawabo ki izazat dedo mai rahi thaka hara hu tum julaf ka saya kardo mai rahi thaka hara hu tum julaf ka saya kardo pehlu me jara baitho umid ka daman bhar do hai dil ko tamanna jiski vo pyar ki rahat dedo aankho ko meri tum apne khawabo ki izazat dedo chahat ka kahi se aa kar paigam diya hai tumne chahat ka kahi se aa kar paigam diya hai tumne is dard ke mare dil ko aaram diya hai tumne kadmo me tumhare baithu ab ye bhi izazat dedo pyasa hu mohabbat ka mai thodi si mohabbat dedo aankho ko meri tum apne khawabo ki izazat dedo