SONG: Aankho Se Door Hoke Dil Se Na Bhul Jana - आँखों से दूर होके दिल से ना भूल जाना

Aankho Se Door Hoke Dil Se Na Bhul Jana - आँखों से दूर होके दिल से ना भूल जाना

LYRICS:
aankho se dur hoke, dil se na bhul jana ujade hue chaman me, banke bahar aana aankho se dur hoke, dil se na bhul jana aankho se dur hoke jab tak juda rahoge, roti rahengi aankhe roti rahengi aankhe jab tak juda rahoge, roti rahengi aankhe roti rahengi aankhe aa na sakega mere, hotho ko muskurana aankho se dur hoke, dil se na bhul jana aankho se dur hoke sajan siwa tumhare, koi nahi hai mera koi nahi hai mera sajan siwa tumhare, koi nahi hai mera koi nahi hai mera tum meri zindagi ho, tum hi na ruth jana tum meri zindagi ho, tum hi na ruth jana aankho se dur hoke, dil se na bhul jana aankho se dur hoke