SONG: Aankho Se Aankho Ko Do Chaar Kiye Jao - आँखों से आँखों को दो चार किए जाओ

Aankho Se Aankho Ko Do Chaar Kiye Jao - आँखों से आँखों को दो चार किए जाओ

LYRICS:
aankho se aankho ko do char kiye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao aankho se aankho ko do char kiye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao hai teer nigaho me aur bijli adao me hai teer nigaho me aur bijli adao me bas yu hi mere dil pe tum vaar kiye jao bas yu hi mere dil pe tum vaar kiye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao aankho se aankho ko do char kiye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao vo mast najar aaj tu masti ko luta de aur chand se chehre se jara julfe hata de jo dil me tere hai jo dil me tere hai jo dil me tere hai vo nigaho se suna de ulfat ke nibhane ka ikarar kiye jao ulfat ke nibhane ka ikarar kiye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao aankho se aankho ko do char kiye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao pehlu me mera chota sa ek sehma hua hai dil bartar hai is dil ka tere pyar ke kabil aa dekh saja rakhi hai kis that se mehfil aa dekh saja rakhi hai kis that se mehfil jee jaan ka nazrana sarkar liye jao jee jaan ka nazrana sarkar liye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao aankho se aankho ko do char kiye jao pyar kiye jao ji pyar kiye jao