SONG: Aankho Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do - आँखों से आँख मिली दिल से दिल टकराने दो

Aankho Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do - आँखों से आँख मिली दिल से दिल टकराने दो

LYRICS:
aankho se aankh mili dil se dil takrane do na baba maf karo der huyi ghar jane do aankho se aankh mili dil se dil takrane do na baba maf karo der huyi ghar jane do kyu itna ghabrati ho hum jaise diwano se sama hu lekin darti hu tum jaise parwano se parwane ko zalim pass to apne aane do na baba maf karo der huyi ghar jane do aankho se aankh mili dil se dil takrane do na baba maf karo der huyi ghar jane do kya is dil ki halat hai tujhko kuch malum nahi tujhko khub samjhti hu mai itni masum nahi sharmili aankho ko dil par teer chalane do na baba maf karo der huyi ghar jane do aankho se aankh mili dil se dil takrane do aye na baba maf karo der huyi ghar jane do college ki har ladki se jikar tumhara karta hu sabse yahi kahte ho ki madam tumpe marta hu arey ulfat me jo kuch ho meri kasam ho jane do arey na baba maf karo der huyi ghar jane do