SONG: Aankho Me Jo Paani Hai - तकदीर के सब खेल है

Aankho Me Jo Paani Hai - तकदीर के सब खेल है

LYRICS:
taqdeer ke se sab khel hai taqdeer humaari chal sakti nahi koi bhi tasveer humaari ikraar se matlab hai na inkaar se matlab tumse to kahi acchi hai tasveer tumhaari aankhon mein jo paani hai hai khoon ummeedo ka ulfat ki nisaani hai nisaani hai aankhon mein jo paani hai hai khoon ummeedo ka ulfat ki nisaani hai nisaani hai hai pyar ki duniyaa ka dastoor dagaa dena hai pyar ki duniyaa ka dastoor dagaa dena dil tod ke auro ka aap mazaa lena dil tod ke auro ka aap mazaa lena aur chhan mein badal jana ye reet puraani hai aankhon mein jo paani hai paani hai aankhon mein jo paani hai hai khoon ummeedo ka ulfat ki nisaani hai nisaani hai kyon aansu bahaata hai dil kisliye rota hai kyon aansu bahaata hai dil kisliye rota hai is matlabi duniyaa mein aisa hi hota hai is matlabi duniyaa mein aisa hi hota hai jo teri kahaani hai wo sabki kahaani hai aankon me jo paani hai paani hai aankhon mein jo paani hai hai khoon ummeedo ka ulfat ki nisaani hai nisaani hai