SONG: Aankho Me Hai Aansu - आँखों में हैं आँसू

Aankho Me Hai Aansu - आँखों में हैं आँसू

LYRICS:
aankho me hai aansu, hontho par hansi aankho me hai aansu, hontho par hansi meet mere samjhe yahi hai zindagi yahi hai zindagi, yahi hai zindagi aankho me hai aansu, hontho par hansi kisse kare hum shikayat kisse kare hum gila duniya me kaun aisa jisko gham na mila kisse kare hum shikayat kisse kare hum gila duniya me kaun aisa jisko gham na mila kaanto me jo na uljha ho aisa koi bhi nahi meet mere samjhe yahi hai zindagi yahi hai zindagi, yahi hai zindagi aankho me hai aansu, hontho par hansi kal ke aasre me ek sham aur chal basi dur kabhi to hogi apni ye bebasi kal ke aasre me ek sham aur chal basi dur kabhi to hogi apni ye bebasi sapna jo lagta hai ho sach shayad wahi meet mere samjhe yahi hai zindagi yahi hai zindagi, yahi hai zindagi aankho me hai aansu, hontho par hansi