SONG: Aankho Me Aansu Hotho Pe Fariyad - आँखों में आँसू होंठो पे फ़रियाद

Aankho Me Aansu Hotho Pe Fariyad - आँखों में आँसू होंठो पे फ़रियाद

LYRICS:
aankho me aansu hotho pe, fariyad le chale fariyad le chale teri kasam ke sath, teri yad le chale yad le chale aankho me aansu hotho pe, fariyad le chale fariyad le chale kuch aur jab mili na, nishani teri hame nishani teri hame kuch aur jab mili na, nishani teri hame nishani teri hame tuta hua sa ek dil-e-naushad le chale naushad le chale aankho me aansu hotho pe, fariyad le chale fariyad le chale itni si hai kahani, garibo ke pyar ki garibo ke pyar ki itni si hai kahani, garibo ke pyar ki garibo ke pyar ki jab tu na mil saka to, teri yaad le chale yaad le chale jab tu na mil saka to, teri yaad le chale yaad le chale aankho me aansu hotho pe, fariyad le chale fariyad le chale