SONG: Aankho Me Aankhe Na Dalo Mujhe Kuch Hota Hai - आँखों में आँखें ना डालो मुझे कुछ होता है

Aankho Me Aankhe Na Dalo Mujhe Kuch Hota Hai - आँखों में आँखें ना डालो मुझे कुछ होता है

LYRICS:
aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai baho me bahe na dalo mujhe kuch hota hai baho me bahe na dalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai jane kya tumne kiya hai batau kaise jane kya tumne kiya hai batau kaise jakham jo dil pe laga hai dikhau kaise jakham jo dil pe laga hai dikhau kaise teer is dil se nikalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai bolo kya baat hai daman bachate kyo ho bolo kya baat hai daman bachate kyo ho mai koi gair nahi baat chupate kyo ho mai koi gair nahi baat chupate kyo ho apni palko me chupa lo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai tum pe mai jaan bhi de du ishara kar do tum pe mai jaan bhi de du ishara kar do shart itni hai meri pyar ki jholi bhar do shart itni hai meri pyar ki jholi bhar do tum mujhe dil me sama lo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai aankho me aankhe na dalo mujhe kuch hota hai