SONG: Aankho Me Aankhe Daal Ke Kya Kehna Chate Ho - आँखों में आँखें डाल के क्या कहना चाहते हो

Aankho Me Aankhe Daal Ke Kya Kehna Chate Ho - आँखों में आँखें डाल के क्या कहना चाहते हो

LYRICS:
aankho me aankhe daal ke kya kehna chahte ho kya kehna chahte ho aankho me aankhe daal ke kya kehna chahte ho kya kehna chahte ho mere dil ki nagri me kya tum rahna chahte ho aankho me aankhe daal ke dhadkan to suno suno tumhe sunau bin rup jawani ka raz hu bin rup jawani ka raz hu dhua na uthe chingari na dikhe ye dil lagi nayi aag hai ye dil lagi nayi aag hai thandi thandi thandi thandi thandi thandi is aag me kya jalna chahte ho kya jalna chahte ho mere dil ki nagri me kya tum rahna chahte ho aankho me aankhe daal ke mere pyar ka dariya hukam kare tufan bhi aate hai tufan bhi aate hai tu pal wahi aake jami pe wo dub jate hai jami pe wo dub jate hai ulfat ki ulfat ki ulfat ki bahar me kya bahna chahte ho mere dil ki nagri me kya tum rahna chahte ho aankho me aankhe daal ke kya kehna chahte ho kya kehna chahte ho mere dil ki nagri me kya tum rahna chahte ho aankho me aankhe daal ke