SONG: Aankho Me Aankhe Daal Ke - आँखों में आँखे डाल के

Aankho Me Aankhe Daal Ke - आँखों में आँखे डाल के

LYRICS:
aankho me aankhe dal ke aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye apna bana gaye mujhe apna bana gaye mujhe, apna bana gaye aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye dekha kuch is tarah, meri dunia badal gayi dunia badal gayi dekha kuch is tarah, meri dunia badal gayi dunia badal gayi ik lahar pyar ki, mere dil me machal gayi dil me machal gayi dil me samake wo meri dil me samake wo meri, dunia me chha gaye aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye apna bana gaye mujhe, apna bana gaye dil chhin lene wali, nigaho se kya kahu nigaho se kya kahu dil chhin lene wali, nigaho se kya kahu nigaho se kya kahu masti bhari najar ki, adao se kya kahu adao se kya kahu pahli hi mulakat me pahli hi mulakat me, apna bana gaye aankho me aankhe dal ke aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye apna bana gaye mujhe, apna bana gaye