SONG: Aankho Me Aa Ja Dil Me Sama Ja - आँखों में आ जा दिल में समा जा

Aankho Me Aa Ja Dil Me Sama Ja - आँखों में आ जा दिल में समा जा

LYRICS:
aankho me aa ja dil me sama ja meri kahani sun ja apni suna ja meri kahani sun ja apni suna ja aankho me aa ja dil me sama ja bigadi hai kismat jivan hai phika jivan hai phika aa tujhse kah du dukh apne ji kaa aa tujhse kah du dukh apne ji kaa o dam bhar ko aa ke meri bigdi bana ja aankho me aa ja dil me sama ja meri kahani sun ja apni suna ja aankho me aa ja dil me sama ja iss dil ko duniya tadapa rahi hai tadapa rahi hai
aise me teri yad aa rahi hai aise me teri yad aa rahi hai o aa aur aa ke mujhe ghum sey chhuda ja aankho me aa ja dil me sama ja meri kahani sun ja apni suna ja aankho me aa ja dil me sama ja chhod e naa duniya divana kar ke divana kar ke jina bhi koyi jina hai mar ke jina bhi koyi jina hai mar ke o hay mai kaise jiyu ye toh bata ja aankho me aa ja dil me sama ja meri kahani sun ja apni suna ja aankho me aa ja dil me sama ja