SONG: Aankho Ka Tara Prano Se Pyara - आँखों का तारा प्राणों से प्यारा

Aankho Ka Tara Prano Se Pyara - आँखों का तारा प्राणों से प्यारा

LYRICS:
aankho ka tara prano se pyara jug jug jiye mera laal re meri umariya mil jaye tujhko jeeta rahe sau saal re aankho ka tara prano se pyara pahle baras mera nanha sa raja kun kun mun mun bole re duje baras bole roti ko loti maiyya ka dil dole re mange khilaune gaadi ghode jabke lage tija saal re aankho ka tara prano se pyara chauthe baras khele gilli danda paise ma se mange re natkhat raja ma ko sataye ma pichhe wo aage re pathshala me babu banakar jaye mera laal re aankho ka tara prano se pyara khushiyon ki kirnein phailaye jag mein punam ka chanda hamara re bole ye babul la de dulhaniya beta jawa hai tumhara re o meri maiyya laal dushala beta chala sasural re aankho ka tara prano se pyara