SONG: Aankho Aankho Me Wo Dil Ki Baat Kah Gaye - आँखों आँखों में आँखों आँखों में

Aankho Aankho Me Wo Dil Ki Baat Kah Gaye - आँखों आँखों में आँखों आँखों में

LYRICS:
aankho aankho me aankho aankho me wo dil se dil ki bate kah gaye aankho aankho me aankho aankho me wo dil se dil ki bate kah gaye hum tadapte hai ke arman dil ke dil me rah gaye hum tadapte hai ke arman dil ke dil me rah gaye aankho aankho me aa gaya aa gaya manzil pe aakhir zindagi ka karwa zindagi ka karwa aa gaya aa gaya manzil pe aakhir zindagi ka karwa zindagi ka karwa dil ko unki kya khabar jo raste me rah gaye dil ko unki kya khabar jo raste me rah gaye hum tadapte hai ke arman dil ke dil me rah gaye aankho aankho me wo dil se dil ki bate kah gaye aankho aankho me zindagi gaati hai zindagi gaati hai dil ki dhadkano ke saaz par zindagi gaati hai zindagi gaati hai dil ki dhadkano ke saaz par aise bhi nagme hai jo fariyad banke rah gaye aise bhi nagme hai jo fariyad banke rah gaye hum tadapte hai ke arman dil ke dil me rah gaye aankho aankho me wo dil se dil ki bate kah gaye aankho aankho me dil me unki, dil me unki ek ishare par basa li bastiya basa li bastiya jinke hatho hum yaha barbad hoke rah gaye hum tadapte hai ke arman dil ke dil me rah gaye aankho aankho me wo dil se dil ki bate kah gaye aankho aankho me