SONG: Aankho Aankho Me Har Ik Rat Guzar Jati Hai - आँखों आँखों में हर इक रात गुज़र जाती हैं

Aankho Aankho Me Har Ik Rat Guzar Jati Hai - आँखों आँखों में हर इक रात गुज़र जाती हैं

LYRICS:
aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai tum nahi aate ho to yaad bhi kyu aati hai aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai hum khayalo me bula lete hain aksar tumko hum khayalo me bula lete hain aksar tumko jab tabiyat jara tanhai se ghabrati hai jab tabiyat jara tanhai se ghabrati hai aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai har ik aahat pe yu hum chauk utha karte hai har ik aahat pe yu hum chauk utha karte hai jis tarahaa bijali ghataao me chamak jaati hai tum nahi aate ho to, yaad bhi kyu aati hai aankho aankho me har ik raat guzar jaati hai