SONG: Aankhein Meri - आँखें मेरी

Aankhein Meri - आँखें मेरी

LYRICS:
aankhein meri kehti hai ke tera hi ho bas nazara tere bina ye zindagi jeena nahi hai gawara samandar se bhi gehra hai aisa pyar mera kehta hai ye zamana main tera diwana tuhi mandir mera madina mai tera diwana thehra waqt ho jaise thehra tishnagi pe dunia ki bandishon ka pehra karde aada mujhko apni wafa ik pal bhi na tere bina yar mere nahi mujhko jeena tuhi mandir mera madina main sahil tu mera safina chehra tera ho jaise sawera tu na ho to ho jaye jaise andhera tere bina jeena hai ik saza tuhi mandir mera madina mai tera diwana tuhi mandir mera madina mai sahil tu mera safina