SONG: Aankhein Khuli Thi Ya Aaye The Wo Bhi Najar Mujhe - आँखें खुली थी या आये थे वो भी नज़र मुझे

Aankhein Khuli Thi Ya Aaye The Wo Bhi Najar Mujhe - आँखें खुली थी या आये थे वो भी नज़र मुझे

LYRICS:
aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe unka khayal dil me taswwur nigah me unka khayal dil me taswwur nigah me roshan wohi chirag hai yado ki raah me wo chhod kar gaye the isi mod par mujhe fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe ab to mujhe andhero se ulfat si ho gayi ab to mujhe andhero se ulfat si ho gayi aankho ko intzar ki aadat si ho gayi takna hai unki raah yuhi umar bhar mujhe aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe