SONG: Aankhe Keh Gayi Dil Ki Baat - आँखें कह गईं दिल की बात

Aankhe Keh Gayi Dil Ki Baat - आँखें कह गईं दिल की बात

LYRICS:
aankhe kah gayi dil ki baat aankhe kah gayi dil ki baat wo kali matwali aankhe wo kali matwali aankhe jinki anokhi ghat aankhe kah gayi dil ki baat aankhe kah gayi dil ki baat le gaye sab kuch ek najar me de gaye sab kuch ek najar me de gaye sab kuch ek najar me jiski tamanna me jeete the mil gayi wo saugat aankhe kah gayi dil ki baat aankhe kah gayi dil ki baat le gaye dil aur dil ki kahani le gaye dil aur dil ki kahani de gaye peer, ek peer suhani ek peer suhani le kar din ka chain de gaye bina nind ki raat aankhe kah gayi dil ki baat aankhe kah gayi dil ki baat wo kali matwali aankhe wo kali matwali aankhe jinki anokhi ghat aankhe kah gayi dil ki baat aankhe kah gayi dil ki baat