Aankh Milne Ka Bahana Ho Gaya - आँख मिलने का बहाना हो गया
LYRICS:
Aankh Milne Ka Bahana Ho Gaya
dil begana tha begana ho gaya
teer teda usne feka tha magar
aage badke dil nisana ho gaya
intezaar mein kayamat aa gayi
ek kayamat unka aana ho gaya
jab se tum mere huye ho ae huzur
tab se dushman kul zamana ho gaya
unko dekha or phir dekha bali
bat itni thi fasana ho gaya