SONG: Aankh Mili To Dil Dhadka, Dil Dhadka To Sholaa Bhadkaa - आँख मिली तो दिल धड़का, दिल धड़का तो शोला भड़का

Aankh Mili To Dil Dhadka, Dil Dhadka To Sholaa Bhadkaa - आँख मिली तो दिल धड़का, दिल धड़का तो शोला भड़का

LYRICS:
aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka aji ham bhi diwane tum bhi diwane krega koi kya aji ham bhi diwane tum bhi diwane krega koi kya ho ja kisi ka tu bhi ho ja aankho me jaara kho ja hai darr kiska ho ja kisi ka tu bhi ho ja aankho me jaara kho ja hai darr kiska kar le diwane khushi se paimane kise hai mastane dil ka pata aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka dekho sama bhi hai gulabi najar bhi sharabi jamana bhi haseen dekho sama bhi hai gulabi najar bhi sharabi jamana bhi haseen jane kya hai ye madhoshi ye kaisi behoshi khabar hi nahi jane kya hai ye madhoshi ye kaisi behoshi khabar hi nahi dil jo takraye kadam tharaye samajh nahi aaye ye kya ho gaya aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka haye bada hi tadpaye bada hi tarsaye lagi ye dil ki haye bada hi tadpaye bada hi tarsaye lagi ye dil ki jane ye kya kya rang layi ye badti hi jaye aankho ki masti jane ye kya kya rang layi ye badti hi jaye aankho ki masti ab to matwale dil tere hawale jaise bhi rang dale teri raja aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka