SONG: Aankh Milaye Na Muskuraye Na - आँख मिलाये ना मुस्कुराये ना

Aankh Milaye Na Muskuraye Na - आँख मिलाये ना मुस्कुराये ना

LYRICS:
aankh milaaye na muskuraaye na muskuraaye na mera yaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela door bhi jaaye na paas bhi aaye na paas bhi aaye na kyu ki pyar bada sharmila mera yaar bada sharmila zulfon se ghooghat ka kaam le aise ka kya koyi naam le aise ka kya koyi naam le neend churaaye na chain udhaaye na hai dildaar bada sharmila har gam ki koi dwa hain darde dil to chiz kya hain har gam ki koi dwa hain darde dil to chiz kya hain roz batye na jaan bachaye na hain bimaar bda sharmila mera yaar bada sharmeela honton pe inkaar sa hai nazron mein ikraar sa hai nazron mein ikraar sa hai saaf bataaye na saaf chhupaaye na saaf chhupaaye na hai izhaar bada sharmila mera yaar bada sharmila aankh milaaye na muskuraaye na muskuraaye na mera yaar bada sharmila mera yaar bada sharmila