SONG: Aankh Me Rahate Hai Woh Aur Saamane Aate Nahi - आँख में रहता हैं वो और सामने आते नहीं

Aankh Me Rahate Hai Woh Aur Saamane Aate Nahi - आँख में रहता हैं वो और सामने आते नहीं

LYRICS:
aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai dil me ghar karte hai or wo sakt dikhlate nahi ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai hoye ye maje ki bat hai ek din hamko mile chal diye muh mod kar ek din hamko mile chal diye muh mod kar mere dil ka aayina apne dil se to kar pyar to unko bhi hai or pyar dikhlate bhi nahi ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai hoye ye maje ki bat hai band kar lungi najar wo to ghabra jayenge band kar lungi najar wo to ghabra jayenge fir hamare samne wo hath jode aayenge samne aate nahi or dil se wo jate nahi ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai hoye ye maje ki bat hai