SONG: Aankh Me Aansoo - आँखों में आंसू लब पर आहें

Aankh Me Aansoo - आँखों में आंसू लब पर आहें

LYRICS:
aankho mein aansu lab par aahe dil mein dard bataya hai aankho mein aansu lab par aahe dil mein dard bataya hai dil mein dard bataya aap se hamne pyar badha kar aap se hamne pyar badha kar jaan ko rog lagaya jaan ko rog lagaya aankh ka kajal dho kar hamne aankh ka kajal dho kar hamne honth ki surbhi pochhi hai pochhi hai haal hamara aa kar dekhe haal hamara aa kar dekhe kaisa haal banaya hai kaisa haal banaya hai kitni lambi kaali raate kitni lambi kaali raate jaag ke hamne kati hai kati hai aapke dil ka sauda karke aapke dil ka sauda karke dard hi dard uthaya hai