SONG: Aankh Lade To Ladaye Ja - आँख लड़े तो लड़ाये जा

Aankh Lade To Ladaye Ja - आँख लड़े तो लड़ाये जा

LYRICS:
oye oye oye aankh lade to ladaye ja chup kar ke ho aankh lade to ladaye ja chup kar ke mujhe apni banaye ja chup kar ke jo maja pyar ka lena hain jo maja pyar ka lena hain mujhe sine se lagaye ja chup kar ke ho aankh lade to ladaye ja chup kar ke ye pyar bhi ek ibadat hain koi khel nahi tasviro ka ye pyar bhi ek ibadat hain koi khel nahi tasviro ka koi kya samjhe, koi kya jane ye mel hain do takdiro ka kahti hain jo duniya kahti rahe kahti hain jo duniya kahti rahe tu pyar nibhaye ja chup kar ke ho aankh lade to ladaye ja chup kar ke ab pyar hamara pyar hain wo ruh ek hain jism juda sajna ab pyar hamara pyar hain wo ruh ek hain jism juda sajna duniya ke khuda se kya rishta meri duniya ka tu hain khuda sajna koi jalta hain to jalta rahe koi jalta hain to jalta rahe tu mauj udaye ja chup kar ke ho aankh lade to ladaye ja chup kar ke mujhe apni banaye ja chup kar ke jo maja pyar ka lena hain jo maja pyar ka lena hain mujhe sine se lagaye ja chup kar ke ho aankh lade to ladaye ja chup kar ke ho aankh lade to ladaye ja chup kar ke