SONG: Aankh Ki Andhi - ? आँख की अंधी, दिल का

Aankh Ki Andhi - ? आँख की अंधी, दिल का

LYRICS:
? aankh ki andhi, dil ka naam tera taqdeer bich dagar me khadi chalaye ulte sidhe teer ye kya kar dina more ram sita si nari dar dar fire hai badnam ye kya kar dina more ram sita si nari dar dar fire hai badnam man hi man roye dikhe lakshman ka bhaiya kaisa macha hai kohram sita si nari dar dar fire hai badnam ye kya kar dina more ram sita si nari dar dar fire hai badnam ek nich ki nich baat ne kaisa din dikhlaya ek nich ki nich baat ne kaisa din dikhlaya phul ke jaisi sukumari ka komal jiya jalaya moh bhi ? mamta jal gayi moh bhi ? mamta jal gayi rah gayi dukhki aanch sita si nari dar dar fire hai badnam ye kya kar dina more ram sita si nari dar dar fire hai badnam dil ka daag koi na dekhe man ka maran na jane dil ka daag koi na dekhe man ka maran na jane buri ghadi me apna paraya koi na pahchane buri ghadi me apna paraya koi na pahchane kya phir jag se kuch daya daata kya phir jag se kuch daya daata nayay dhram ka naam sita si nari dar dar fire hai badnam ye kya kar dina more ram sita si nari dar dar fire hai badnam kaha chali tu kidhar chali koi kya puchhe abla se kaha chali tu kidhar chali koi kya puchhe abla se aansu bankar rah gaye nain udase chhut gaye sare sang sahare chhut gaye sare sang sahare tu jati kau gaanv sita si nari dar dar fire hai badnam ye kya kar dina more ram sita si nari dar dar fire hai badnam ye kya kar dina more ram sita si nari dar dar fire hai badnam dar dar fire hai badnam dar dar fire hai badnam hey ram hey ram hey ram