SONG: Aankh Khulte Hi Tum Chup Gaye Kaha - आँख खुलते ही तुम छुप गये हो कहाँ

Aankh Khulte Hi Tum Chup Gaye Kaha - आँख खुलते ही तुम छुप गये हो कहाँ

LYRICS:
aankh khulte hi tum chup gaye ho kaha aankh khulte hi tum chup gaye ho kaha tum abhi the yaha tum abhi the yaha aankh khulte hi tum chup gaye ho kaha abhi sanso ki khusbu hawao me hai abhi kadmo ki aahat fizao me hai abhi sanso ki khusbu hawao me hai abhi kadmo ki aahat fizao me hai abhi sakho me hai ungaliyo ke nisha tum abhi the yaha tum abhi the yaha aankh khulte hi tum chup gaye ho kaha tum juda hoke bhi meri raho me ho garam ashko me ho sard aaho me ho tum juda hoke bhi meri raho me ho garam ashko me ho sard aaho me ho chandani me jhalakti hai parchaiya tum abhi the yaha tum abhi the yaha aankh khulte hi tum chup gaye ho kaha