SONG: Aankh Jhukne Lagi - आँख झुकने लगी

Aankh Jhukne Lagi - आँख झुकने लगी

LYRICS:
najar ka teer jigar pe chale to achcha hai ye raaj ae dil rahe najar se kahe to achcha hai aankh jhukane lagi saans rukne lagi le na doobe ye halat kahi aankh jhukane lagi saans rukne lagi le na doobe ye halat kahi aankh jhukane lagi saans rukne lagi le na doobe ye halat kahi aap hai rubaru dil mein hai aarzoo aap hai rubaru dil mein hai aarzoo ho jaaye qyaamat kahi aankh jhukane lagi saans rukne lagi le na doobe ye halat kahi le na doobe ye halat kahi aap aaye aap aaye to ye raat sajne lagi so rahi thi jo payal bajne lagi aap aaye to ye raat sajne lagi so rahi thi jo payal bajne lagi raat betaab hai neend bekhaab hai raat betaab hai neend bekhaab hai aane wali hai aafat kahi aankh jhukane lagi saans rukne lagi le na doobe ye halat kahi le na doobe ye halat kahi har taraf ek nasha sa chhane laga har taraf ek nasha sa chhane laga raaj gam le ke koi gaane laga har taraf ek nasha sa chhane laga raaj gam le ke koi gaane laga waqt khamosh hai hosh behosh hai waqt khamosh hai hosh behosh hai khul na jaaye hakikat kahi aankh jhukane lagi saans rukne lagi le na doobe ye halat kahi aap hai rubaru dil mein hai aarzoo ho jaaye qyaamat kahi aankh jhukane lagi saans rukne lagi le na doobe ye halat kahi le na doobe ye halat kahi