SONG: Aankh Band Karke Logo Ki Na Sunke - आँख बंद करके लोगों की ना सुनके

Aankh Band Karke Logo Ki Na Sunke - आँख बंद करके लोगों की ना सुनके

LYRICS:
aankh band karke ..logon ki na sunke aasman pe yun uda hai, ek parinda ek parinda aankh band karke logon ki na sunke aasman pe yun uda hai, ek parinda… ek parinda khwabon ki parchai hai maan mein. hosle ki himmat hai dil mein iski chahat duniya yeh saari koshisho ki manjil hai yaari kaafila yeh chala yun akela baatti roshni ek saver kaafila yeh chala yun akela baatti roshni ek saver aankh band karke logon ki na sunke aasman pe yun uda hai, ek parinda ek parinda aankh band karke logon ki na sunke aasman pe yun uda hai, ek parinda… ek parinda ghyarlo ki daasta hai, kitne sach ke mar meetenge fhir jagenge, soch men kiske iski buniyado mein rab usko paana hi manjil hai kaafila yeh chala yun akela baatti roshni ek saver kaafila yeh chala yun akela baatti roshni ek saver aankh band karke logon ki na sunke aasman pe yun uda hai, ek parinda ek parinda… aankh band karke ..logon ki na sunke.. aasman pe yun uda hai, ek parinda… ek parinda..