SONG: Aanke Maike Me Dil Sasural Me, Rakhna Dono Gharo Ko Khyaal Me - आँखे मायके में दिल ससुराल में, रखना दोनों घरों को ख्याल में

Aanke Maike Me Dil Sasural Me, Rakhna Dono Gharo Ko Khyaal Me - आँखे मायके में दिल ससुराल में, रखना दोनों घरों को ख्याल में

LYRICS:
aankhe maike me aankhe maike me dil sasural me rakhna dono gharo ko khayal me loche loche ho lali loche loche loche loche ho lali loche loche aankhe maike me dil sasural me rakhna dono gharo ko khayal me loche loche ho lali loche loche mehandi lagne lagi loche loche mang bharne lagi loche loche muskarake jawani sawarne lagi loche loche ho lali loche loche kaisi masti hai sharmili chal me aankhe maike me aankhe maike me dil sasural me rakhna dono gharo ko khayal me loche loche ho lali loche loche loche loche ho lali loche loche bholi bhali kali loche loche phul banne chali loche loche chhod kar apne babul ki pyari gali loche loche ho lali loche loche banno aa gayi na sajan ki chal me aankhe maike me aankhe maike me loche loche aankhe maike me aankhe maike me dil sasural me rakhna dono gharo ko khayal me loche loche ho lali loche loche loche loche ho lali loche loche rate hansti rahe loche loche din mehakte rahe loche loche do sitare hamesha chamakte rahe loche loche ho lali loche loche ye dua hai hamari har hal me aankhe maike me aankhe maike me dil sasural me rakhna dono gharo ko khayal me loche loche ho lali loche loche loche loche ho lali loche loche