SONG: Aane Se Uske Aaye Bahar (2) - आने से उसके आये बहार

Aane Se Uske Aaye Bahar (2) - आने से उसके आये बहार

LYRICS:
aane se uske aaye bahar jane se uske jaye bahar badi mastani meri mahbuba meri zindgani hai meri mahbuba is ghata ko mai to uski aankho ka kajal kahunga is hawa ko mai to uska lahrata aanchal kahunga kaliyo ka bachpan hai phulo ki jawani hai, meri mahbuba meri zindgani hai meri mahbuba beet jaate hain din kat jaati hai aankho me raate hum na jaane kya kya karte rahte hain aapas me baate main thoda diwana thodi si diwani hai, meri mahbuba meri zindgani hai meri mahbuba samne main sabke naam uska nahi le sakunga samne main sabke naam uska nahi le sakunga wo sharam ke mare ruth jaye to mai kya karunga huro ki malika hai pariyo ki rani hai, meri mahbuba meri zindgani hai meri mahbuba badi mastani meri mahbuba