SONG: Aane Lagi Hai Hichki - आने लगी है हिचकी

Aane Lagi Hai Hichki - आने लगी है हिचकी

LYRICS:
aashiqo ki majburi duriya samjhati hai kaun yaad karta hai hichkiya samjhati hai jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki aane lagi hai hichki hichki aane lagi aane lagi aane lagi yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki kaise roku rok nahi main paau aane ko to samne sab ke aau kaise roku rok nahi main paau aane ko to samne sab ke aau bachapan ke yaaro se main sharmaau raaj mera khul jaaye ghabraau meri halat par hansti hai har ladki office ki shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki aane lagi hai hichki hichki aane lagi aane lagi aane lagi yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki sidhi sidhi meri dilbar jaani kya batlau main uski nadani sidhi sidhi meri dilbar jaani kya batlau main uski nadani yaad kiya karti hai wo deewani kairat meri ho gayi pani pani gharwale ye soch rahe hai pee hai maine whiskey shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki aane lagi hai hichki hichki aane lagi aane lagi aane lagi yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki munh latkaye baitha main deewana apni parchhai se main begana munh latkaye baitha main deewana apni parchhai se main begana bhul gaya tha chahat ka najrana usne fir doharaya wo afsana tum hi sach sach bolo inme galti hai ye kiski shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki aane lagi hai hichki hichki aane lagi aane lagi aane lagi yaaro aane lagi hai hichki haa haa yaaro aane lagi hai hichki