SONG: Aane Laga Jeene Ka Maza - आने लगा जीने का मजा

Aane Laga Jeene Ka Maza - आने लगा जीने का मजा

LYRICS:
aane laga aane laga jine ka maja jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya dil me tu dil me tu or ankho me nasha jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya aane laga anhko wale ankhe to mila, jawa mausam kahe hardam tu dil ki dunia basa anhko wale ankhe to mila, jawa mausam kahe hardam tu dil ki dunia basa sab kuch ab to sab kuchh ab to hai naya naya jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya aane laga usne jo kuch kano me kaha, wo doharau to sarmau ye raaj hai pyaar ka usne jo kuch kano me kaha, wo doharau to sarmau ye raaj hai pyaar ka jab se koi jab se koi dil me aa gaya jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya aane laga tirchi thi kisi ki wo najar, lagi jab se mere dil me mai khud se hu bekhabar tirchi thi kisi ki wo najar, lagi jab se mere dil me mai khud se hu bekhabar kal jo hoga kal jo hoga dekha jayega jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya aane laga