SONG: Aandhi Aaye Ki Tufan - आँधी आये की तूफ़ान

Aandhi Aaye Ki Tufan - आँधी आये की तूफ़ान

LYRICS:
aandhi aaye ki tufan koi gum nahi hai yahi aakhiri imtihan sathiyo imtihan sathiyo yu badho jaise lahrake dhara badhe thokre khaye to dil hamara badhe is tarah jam ke tufaa me rakho kadam ke kadam chumne ko kinara badhe badh ke manzil ka sukh chain ban jayengi badh ke manzil ka sukh chain ban jayengi rashto ki ye kathinaiya sathiyo, sathiyo, sathiyo ajnabi mod kato bhari rahgujar jaal nafrat ke faile hai dekho jidhar chup rahoge to badh jayengi duriya bat karne se aasan hoga safar jis juba me sunao sunao magar jis juba me sunao sunao magar aaj tum pyar ki dasta sathiyo, sathiyo, sathiyo katal-o-barak se hum pyar karte nahi thandi lasho ka vyopar karte nahi jiska jo bhi watan hai mubarak use hum kabhi sarhade paar karte nahi hai ye dharti hamari to lahrayenge hai ye dharti hamari to lahrayenge apni dharti pe apna nishaa sathiyo, sathiyo, sathiyo