SONG: Aanchal Tera Dhalka Hua - आँचल तेरा ढलका हुआ बिखरा हुआ काजल

Aanchal Tera Dhalka Hua - आँचल तेरा ढलका हुआ बिखरा हुआ काजल

LYRICS:
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal bas ek jhalak dekh ke bas ek jalak dekh ke hum ho gaye pagal aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal jab julf teri khul ke bikhar jati hai jaanam jab julf teri khul ke bikhar jati hai jaanam lagta hai ki barsat me fir aaye ho badal bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke hum ho gaye pagal aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal diwana banta hai tera rup salona diwana banta hai tera rup salona mastana banati hai tere panv ki payal bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke hum ho gaye pagal aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal lagta hai mujhe chand bhi ab chehra tumhara lagta hai mujhe chand bhi ab chehra tumhara har samay najar aati hai tu hi mujhe harpal bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke hum ho gaye pagal aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal