SONG: Aanchal Se Kyun Baandh Liya - आँचल से क्यूँ बांध लिया

Aanchal Se Kyun Baandh Liya - आँचल से क्यूँ बांध लिया

LYRICS:
aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar janewale se rukne ki janewale se rukne ki, aasha hai bekaar aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar kal subah hone se pahle karunga jane ki taiyari kal subah hone se pahle karunga jane ki taiyari phir sara din dhal jayega phir sara din dhal jayega aur aayegi sham adhiyari khadi khadi tum raah takogi khadi khadi tum raah takogi rakhke kamar par hath, aa ha aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar yu hi raat bhi aa jayegi lekin main nahi aaunga yu hi raat bhi aa jayegi lekin main nahi aaunga dur khada manzil me kahi main dur khada manzil me kahi main thak kar jab so jaunga meri kami mahsus karogi rowogi afsos karogi meri kami mahsus karogi rowogi afsos karogi bolo phir kya nirdayi kah kar bolo phir kya nirdayi kah kar band khule dwar aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar aanchal se kyu baandh liya mujh pardesi ka pyar