SONG: Aana Sajnwa Aana Jab Naina Lade Dil Dil Se Mile - आना साजनवा आना, आना बलमवा आना

Aana Sajnwa Aana Jab Naina Lade Dil Dil Se Mile - आना साजनवा आना, आना बलमवा आना

LYRICS:
aana saajanwa aana, aana balamwa aana aana sajanwa aana aana saajanwa aana, aana balamwa aana aana sajanwa aana jab nain lade dil dil se mile jab nain lade dil dil se mile tum meet bane hum jeet gaye hum jeet gaye phir kahe ko tadpana aana sajanwa aana, aana balamwa aana aashaye dol rahi hai amrit ras ghol rahi hai dil se, dil se kuch kuch bol rahi hai dil mauj me hai diwana aana sajanwa aana, aana balamwa aana armano ki rut hai aayi armano ki rut hai aayi paigaam khushi ka layi paigaam khushi ka layi jivan ne lee angdayi jivan ne lee angdayi sundar hai aaj zamana aana sajanwa aana, aana balamwa aana aana saajanwa aana aana balamwa aana, aana sajanwa aana aana saajanwa aana