SONG: Aakiri Git Muhabbat Kaa Sunaa Lun To Chalun - आखिरी गीत मुहब्बत का सुना लूं तो चलूं

Aakiri Git Muhabbat Kaa Sunaa Lun To Chalun - आखिरी गीत मुहब्बत का सुना लूं तो चलूं

LYRICS:
aakhiri geet mohabbat ka suna lu to chalu aakhiri geet mohabbat ka suna lu to chalu mai chala jauga mai chala jauga do ashq baha lu to chalu aaj wo din hai ke tune mujhe thukraya hai aaj wo din hai ke tune mujhe thukraya hai apna anjam in aankho nazar aaya hai dahshat-e-dil mai zara hosh me aa lu to chalu mai chala jaauga mai chala jaauga do ashq baha lu to chalu aaj mai gair hu kuch din huye mai gair na tha aaj mai gair hu kuch din huye mai gair na tha meri chahat meri ulfat se tujhe bair na tha mai hu ab gair yaki dil ko dila lu to chalu mai chala jaauga mai chala jaauga do ashq baha lu to chalu teri duniya se mai ek roz chala jauga teri duniya se mai ek roz chala jauga aur gaye waqt ki maanid nahi aauga phir na aane ki qasam aaj mai kha lu to chalu aakhiri geet mohabbat ka suna lu to chalu mai chala jaauga mai chala jaauga do ashq baha lu to chalu mai chala jaauga