SONG: Aakhiya Mila Ke Aankhiyo Ki Nind Chura Ke Naa Ja - अँखिया मिला के अँखियो की नींद चुरा के ना जा

Aakhiya Mila Ke Aankhiyo Ki Nind Chura Ke Naa Ja - अँखिया मिला के अँखियो की नींद चुरा के ना जा

LYRICS:
ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja ankhiya mila ke pal bhar baithu to dil ka dard uthaye sajna pal bhar baithu to dil ka dard uthaye sajna uth kar jhanku to chanda hansi udaye sajna meri aankho meri aankho me gam ke dip jal ke na ja ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja ankhiya mila ke phir gaya humpe kyo jiya tumhara bolo saiya phir gaya humpe kyo jiya tumhara bolo saiya dil me kya hai dil me kya hai kuch bhed to dil ka kholo saiya dil ki nagri dil ki nagri me zalim aag laga ke na ja ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja ankhiya mila ke tare gin gin kar thak gaye nain hamare raja tare gin gin kar thak gaye nain hamare raja ab to kahti hai ankhiya bina bulaye aaja bedardi o bedardi yu mithi halak dikha ke na ja ankhiya mila ke ankhiyo ki nind chura ke na ja ankhiya mila ke