SONG: Aake Shamma Ke Karib Jo Parvana Palat Jaye - आके शमा के करीब जो परवाना पलट जाये

Aake Shamma Ke Karib Jo Parvana Palat Jaye - आके शमा के करीब जो परवाना पलट जाये

LYRICS:
aake shama ke karib jo parwana palat jaye aake shama ke karib jo parwana palat jaye to ye shama pe parwane ka hai kitna sitam haye kitna sitam aake shama ke karib jo parwana palat jaye deke husn ko aawaz kare ishk agar naz koi deke dil ka raz jo chupaye dil ka raz koi deke dil ka raz jo chupaye dil ka raz to ye raz ke chupana ka hai kitna sitam haye kitna sitam aake shama ke karib aake shama ke karib jo parwana palat jaye ye rang ye bahar ye phulo ka karwa aise me chhod ke mujhe joage tum kaha chode pakad ke hath agar tujhko meharba to ye sath na nibhane ka hai kitna sitam aake shama ke karib aake shama ke karib jo parwana palat jaye dhadkan bani hai phul mohabbat bani hai taj aise me jara kah do kah do kah do dil ka raz yu husn ke huzur kare ishk agar naz to ye naz ke dikhane ka hai kitna sitam haye kitna sitam aake shama ke karib aake shama ke karib jo parwana palat jaye to ye shama pe parwane ka hai kitna sitam haye kitna sitam aake shama ke karib jo parwana palat jaye