SONG: Aakash Ujale Se Bhar Do - आकाश उजाले से भर दो

Aakash Ujale Se Bhar Do - आकाश उजाले से भर दो

LYRICS:
aakash ujale se bhar do kirano me jag ko apnaoo jivan ki raah ujagar ho aao hey jyotirmay aao aao hey jyotirmay aao aakash ujale se bhar do aao phir niraml dhoop khile dharti se dur andhera ho sab sone wale jaag uthe aisa ye naya swera ho praano me tayz bharo apna moti se ujle man kar do bhar do har sagar amrit ke aise hai karunamay aao aakash ujale se bhar do kirano me jag ko apnaoo jivan ki raah ujagar ho aao hey jyotirmay aao aao hey jyotirmay aao aakash ujale se bhar do kaato me jo pag bhatke hai unko phoolo ka pyar mile jinke madhuban bhi ujade hai unko phir nayi bhaar mile banshi me atke sur tute har sur me gunj tumhari hai dharti pe swarag utar aaye aise hai mangalmay aao aise hai mangalmay aao aakash ujale se bhar do kirano me jag ko apnaoo jivan ki raah ujagar ho aao hey jyotirmay aao aao hey jyotirmay aao aakash ujale se bhar do aakash ujale se bhar do kirano me jag ko apnaao jivan ki raah ujagar ho aao hey jyotirmay aao aao hey jyotirmay aao aakash ujale se bhar do